Dosto abhi ke time me har ek blogger ya website par jo bhi kam karta hai sab ka sapna hota hai mere blog ko jaldi se adsense Approve mil jaye or mai bhi Google Adsense se Earning karna suru kardu par aisa nahi ho pata hai ketne log blog banane ke bad kuch post likh kar Adsense ke liye Apply karte hai par un logo ko Approval nahi mil pata hai kiyu ye bahut mus kil kam to nahi par itna asan bhi nahi hai kiyu Google adsense Approval ke liye jab aap apply karte ho to bahut aisi chije jo aap ke dimag me ati bhi nahi hogi jisse aap Adsense ke policy ko torta ho is karan bhi aap ka aplicacion reject ho jata hai.
to chalte hai mai aap ko bataunga ke aap kis trah apne blog ya website ke liye apna khud ka ek Adsense Account kaise hasil kar paoge bas kuch hi state ko Flow karke. Yo chalye suru karte hai.
Google Adsense Account Approval Trick 2017 – 2018 (Hindi-हिन्दी) |
Google Adsense Account Approval Trick 2017 – 2018 (Hindi-हिन्दी)Adsense Account sab ko nahi mil sakta hai ye kewal unlogo ko diya jata hai jis ke pass ek blog ya website ho to fir aap id kr liye apply kar sakte ho or ha mai aap ko ab age ke proses par le chalta hu agar aap ke pass blog ya website hai or wo ghar hai to aap age ka process ko glow kar sakte hai.
Hight Quality Content – Hight Quality Content ka matlab hai aap ka jo bhi Content ho wo aap ka khud ka ho or kisi ka copy right na ho ekdam original ho ise hi Hight Quality Content kahte hai mai aap logo ko ek bat or bata du ke aaj kal new blogger google adsense Approval jaldi pane ke liye kisi dosre blog ya website par jakar uske content ko copy kar lete hai or apne blog ya website par use paste kardete hai aisa karne se un ke blog ya website par post ki sankhya to bar jati hai par un logo ke blog ya website ke liye kabhi bhi Approval nahi mil sakta hai kiyu ke us ke blog ya website jo bhi hai usme copy right Content hai is liye mai personally aap se request karunga ki aap ye galti kabhi na kare aap apne khud ka content dale to behtar hoga. aap samajh gaye honge.
Any Post with a word – aap ka jo bhi post ho ye ka. Se kam 500 words ki honi chahiye or ye aap ki khud ki honi chahiye aisa karne se aap ke adsense Approval ki Chances 92% bar jati hai. Aap apne post ya kahe to article ko jitna khul kar or achche word ka use karoge aap ke blog or aap ke blog je Visitors ke liye Achcha hoga.
Blog Domain – Blog domain me hame ye khyal rakhna hota ki google domain ke bare me kiya kahta hai or is ki guidelines kiya hai agar aap ko pata hai koi bat nahi mai gir bhi aap ko bata du ke kuch Asian Country me Adsense Approval ko lekar alag hi policy hai jaise ke agar aap ka Agar aap ka domain 6 months purana hona chahye agar hai tab hi aap Apply kare agar aap ka domain 6 month’s punana nahi hai agar aap Adsense ke liye Apply karoge to ye reject hone ki sambhawna hoti hai jaise maine abhi apne domain ko adsense ke liye apply kiya hai 2 September 2017 or aaj 9 September 2017 8.10 pm hora par mujhe abhi tak adsense ke traf se koi reply nahi mila hai or mere abhi bhi bata raha hai 3 days reviews dekhye jab ki mujhe ab tak koi jawab nahi ata hai par itna time kiyu lag raha hai mujhe nahi pata mai aap ko bata du ke adsense aap ke sare post ko dekhti hai or jab wo certified hojati hai tab aap ko jawab milta hai ki aap ke adsense aplicacion ko Approval diya jaye ya nahi agar nahi to kiyu nahi karan aap ko bata diya jata hai email ke duwara tab aap usme fir se sudhar kar ke fir se aplicacion submit kar sakte ho.Sufficient Contents Or Posts – google adsense ke policy me iske bare me kahi nahi likha hai ke aap ke blog me 100- 200 post karna hoga tab jakar aap Adsense ke liye apply kar sakte hai. Par agar aap ko adsense Approval jaldi pana hai to aap ko kuch post to karni hi hogi mai batata hu ke aap kis trah ka post kare or kitne word ka kare Gernelly agar aap 500 – 700 word ka post karte hai to aap 20 post karke hi adsense ke liye apply kar sakte hai or ek bat agar aap 300 words ka apne blog par ek post karte ho to aap ko kam se kam 45 – 55 post karna hoga tab jakar aap google adsense ke liye Apply karoge to aap ko adsense Approval jaldi mil sakta hai or ek bat aap ko apne Content par dhayan dena hoga ke aap kiya likh rahe ho.
Illegal Content ka use ba kare – Agar aap ka website ya blog adult,gambling,hacking,drug abuse content ke related hai to aap tab to bhul hi jao ke aap ko kabhi bhi Adsense Approval milega kiyu ke google ye sab Content ko galat manta hai or google kabhi nahi chahta hai ki uska add kabhi bhi faltu chijo par dikhe.
Copyright Materials na use kare– aap agar internet se koi bhi next image video ya fir koi bhi chij hai aap us ko direct apne blog ya website ma dale kiyu ke ye aap ki property nahi hai ye dusre ki property hai agar aap aisa karte hai to ye copy right ho sakta hai aap agar internet se koi bhi chij lene ke bad aap use modify kar ke bhi nahi dal sakte hai gar aap ko permission hai jis chij ko agar aap dal raheho to uske oner ki permission aap ko leni paregi or us chij ka aap ko credit uske oner ko deni parigi tab hi aap is ko use kar sakte ho mai aap ko suggest karunga ki aap apna khud ka content hi dale take aap ka adsense Account Approval asani se mil sake sayad aap samjh gaye honge ki ham koi bhi Copy Right material ka use kiyu nahi kar sakte hai mai aap ko Next post me bataunga Details me ham kisi bhi file image text videos ko apne blog ya website me use kiyu nahi kar sakte.
> Copyright Material ke bare me or adhik padne ke liye yaha Click kare Click Hear
Apne Blog ko User Friendly Design Banana – Aap apne blog ka design user friendly banana hoga hamara kahne kamtlab hai ki aap ko apne blog ka Design Mobile friendly hona jaruri hai or uske sath sath sume navigation hona chahye jike jarye koi bhi visitor agar aap ke blog par ata hai to aap ke blog ko asani se par paye or aap ke blog ke page me asani se ja sake or ek bat aap apne balog me faltu ke Image Widgets Etc.. ko na lagye agar aap aisa karte hai to aap ke blog ke design kharab hosakti hai or uske sath ahi aap ke site speet me open nahi ho payegi kiyu agar aap ko apne blog ya website ke liye adsense approval jaldi chahye to ye bat ka bhi aap ko khayal rakhna hoga ki aap blog ya website job hi hai wo jaldi se lod ho or speed me open hojaye.