Home Download blog ke post ka backup data ko apne blog me kaise upload...

blog ke post ka backup data ko apne blog me kaise upload kare full guide hindi me 2018

2356
24
Hello dosto aap log kaise ho mai ummid karta hu ke aap log bahut hi achche honge dosto aaj ka post aap logo ke liye bahut hi inportent hai agar aap lo movies downloading site work kar rahe hai to ye post aap logo ke liye bahut hi khas hai kiyu ki is post me mai aap ko apne movies downloading blog ke post ka Backup file de raha hu. To chalye bina time kharab kiye suru karte hai.

 

blog ke post ka backup data ko apne blog me kaise upload kare full guide hindi me 2018
blog ke post ka backup data ko apne blog me kaise upload kare full guide hindi me 2018

Dosto abhi ke date me logo ko balogging karna bahut hi muskil lagta hai. kiyu ki log yahi sochte hai ki blog to maine bana liya hai par post kaise likhu. Post likhne me logo ko bahut problem hoti hai or log ghanto ghanto pc ya laptop par baith kar post nahi likh pate hai. aap ki jarurat ka dhayan rakhte huwe maine aap logo ke liye apne blog kae post ka backup file de raha hu. Blog ya website ke post ke backup file ko hi hamlog XML file kahte hai.

XML file kiya hota hai.

XML file wo file hai jo kisi bhi blog website ke post ya them ka Backup file hota hai. is file ko jab aap log apne blog website me upload karte hai to aap ke blog me automatically sara post Update or publish ho jata hai. or aap apne blog ko use or shear kar sakte hai. or earning bhi kar sakte hai.

XML file ko Upload kaise kare?.

Xml file ko apload karne ke liye aap ko apne blog website ke Dashboard me jana hotha hai. agar aap blogger me is file ko use karna chate hai to aap ko blogger ke dashboard me jana hoga us ke bad aap ko Dashboard ke setting me jana hoga jab aap setting par click karoge to aap ko bahut sara option dikega to aap ko Other par click karna hoga jab aap Other par click karoge to aap ko other ka setting open ho jayega us setting me aap ko sab se uper hi yani pahla wala setting par hi kam karna hoga us me aap ko 2 setting dikhega pahla import or dusra backup to aap ko import par click kar ke us XML file ko upload kar dena hoga jab aap upload kar doge to aap ka kam khatab or aap ke blog par sara post publish ho jayega jitna bhi post aap n eke XML file me hoga.

1.
blog ke post ka backup data ko apne blog me kaise upload kare full guide hindi me 2018
blog ke post ka backup data ko apne blog me kaise upload kare full guide hindi me 2018

2. 

blog ke post ka backup data ko apne blog me kaise upload kare full guide hindi me 2018
blog ke post ka backup data ko apne blog me kaise upload kare full guide hindi me 2018

 

Dosto is XML file ko Download kar n eke liye aap ko niche diye gaye download Button par click kar ke download karna hoga.
To dosto ye poast aap ko kaisa laga Please comment kar ke mujhe jarur bataye.
To dosto aaj ke is post me bas itna hi milte hai next post me tab tak apna khayal rakhe khus rahe Jai Hind Jai Bharat.  

24 COMMENTS

  1. bahut badhiya israil bhai kya baat hai..aaap to chha gye…thanks aapka…

  2. bhai ji …..koi movies nahi chal rahi he na download ho rahi he aapke diye backup se.
    madad kijiyega

  3. Hi… Friends mene news Wala blog banaya hu plz batao kaisa lagra hai newsplanet48.blogspot.com

  4. Bahut badhiya sir.abhi bahut kuch sikhne ko mila hai aur abhi apse bahut kuch sikhna baki hai.keep it up.thanks a lot.

  5. sir mai ne ye website hdfullmoviesdownload1.blogspot ka url name change kiya hua sir bhut presan ho gya the pura setup phir se karna padha per aap ki video itni acchi hoti hai ki mai ne without koi confussion rename kiya hu

    sir aap mri please help kare is ko publish krane me https://filmywapu.blogspot.in/
    thank you sir you are hardwarkar perssion.

  6. sir ye website https://filmywapu.blogspot.in/ browser me open nhi ho rha hai please help me. ish trha se likha hua a rha hi.
    sir kya kru main ..

    Deceptive site ahead
    Attackers on filmywapu.blogspot.in may trick you into doing something dangerous like installing software or revealing your personal information (for example, passwords, phone numbers, or credit cards). Learn more

    Automatically send some system information and page content to Google to help detect dangerous apps and sites. Privacy policy

  7. bhai aap jaisa DILDAAR to maine aaj tak nahi dekha…
    Ek hi baar main apni mehenat aapne aone viewers ke naam kar dii…..

  8. ye back up mai apne blog me upload kar raha hu… lekin upload hone ke baad, writing blog post msg aa raha hai or bohot time le raha hai lekin kuch nahi ho raha hai.

    pls batao isme kitna time leta hai

  9. hlo bhai aapke Blogging tutorial se muje bahut help mili hain aap aasee hii acha acha content daal te rahiyee. taaki Hmm bhi kuch kar skeeen.

    maine ek blog bnaaya hain. jis pe maine bahut mehnat kii hain.

    http://www.andoidbhai.xyz

  10. जिन भाइयो को वेबसाइट बनवाना है adsense approve karwana hai. Wo jarur es number par call kren 7991142363

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here