Adsense Google ka Product hai jo advertisement ka kam karti hai jo anginat Company se Advertise leti hai or us Company ka parchar yani Advertise karti hai Company Advertise karane ka Google Adsense ko paisa deti hai or Google adsense unke Product ka Advertise karta hai.
Ab sawal ye hai ki Google Adsense kaha par parchar karti hai.
To mai batata hu Google Adsense apne Website or Youtube Bolger ya Creator ke sath mil kar Advertise karti hai.
Creator.
Creator yani jo Youtube ya balog ya Blogger ya Website me post dalta hai wo Creator kahlata hai.
Kaise Creator ke youtue channel Or blog ya website me add dalta hai Goole Adsense.
Creator ko pahle Google Adsense me Account banana hota hai or jab use Approval miljata hai to Creator Google Adsense Se Add Unit Create karta hai or Apne Blog ya Website me laga leta hai.
Creator Ko Apne Blog me Google adsense ka add lagane se kiya faida hai.
Creator ko apne Website ya Blog me add lagane se Creator ko Earning yani paisa milta hai.
Google Adsense Creator ko paisa kaise deti hai.
Google Adsense Creator ko paisa tab deti hai jab Visitor Creator ke Blog ya Website par Visit karta hai or Uske blog ya Website me lage add par Click karta hai to Usse jo Earning yani kamai hoti uska kuch Parents ( % ) Creator ko deti hai isi tarah Google Adsense Kam karti hai.
Youtube Channel me kaise add dalti hai Google Adsense.
Youtube Channel ke Creator ko apna Channel ko Adsence ke sath link karna hota hai or apne sare Videos ko Monetize karna hota hai yani Adsense ko Permission dena hota hai ki aap mere Video me Add dal sakte hai.
Youtube Creator ko Google Adsense paisa kaise deti hai.
Google adsense Youtube Creator ko paisa tab deti hai jab Creator ke videos par add ata hai or us add par Visitor Click karta hai to isse job hi kamai hoti hai google Adsense us kamai ka kuchh hissa Creator ko deta hai.
To dosto aap samajh gaye honge ki Google Adsense Kiya hai or Work kaise Karti hai or wo Apne Cretor Ko paisa kaise deti hai