Home Blogging. How to Fix Google AdSense Code Error on BlogSpot Blog

How to Fix Google AdSense Code Error on BlogSpot Blog

2522
0

How to Fix Google AdSense Code Error on BlogSpot Blog – Hello dosto aap log kaise ho mai asa karta hu ke aap log achche honge to chalte hai apne topic par aaj ka hamara topic bahut hi khas hai or har ek Blogger ke liye ye janna jaruri hai to chalye mai ab bata deta hu ke hamara aaj ka topic kiya hai.
How to Fix Google AdSense Code Error on Blogger & Blogpots Blog ke problem ko solve kaise kare ye hai hamara aaj ka Topic.
To dosto mai aap ko bata du ke mai ek Blogger hu mujhe bhi bahut paresani huwi thi jab mai pahli bar Google adsense ka code laga raha tha to nahi ho raha tha. jab mai Google adsense ka code apne Blogger ke Template me paste karta tha to error massage show hota tha mujhe kuch samajh me nahi araha tha ki mai kiya karu tab jakar mai ne Study ki or bahut jach karne ke bad mujhe iska samadhan mila wo bhi Google adsense ki site par hi mila or jab mai use try kiya to ye proper tarike se work kar raha tha to maine socha ki aap logo se ye bat shear karu to mai aap ke sath ye bat shear karne jaraha hu.

How to Fix Google AdSense Code Error on BlogSpot Blog ke problem ko solve kaise kare sikhe hindi me.
How to Fix Google AdSense Code Error on BlogSpot Blog ke problem ko solve kaise kare sikhe hindi me.

How to Fix Google AdSense Code Error on BlogSpot Blog ke problem ko solve kaise kare sikhe hindi me.

aap ke pas koi bhi Google adsense ka code ho aap kuch bhi kar lo par jo sahi tarika hai us me hi akar aap apne Blogger ke template me save karoge tab hi aap ka kam ho payega warna aap sochoge ki apne man se adsense ke code ko kuch change kar ke save karoge to wo save to ho jayega par aap ka kam nahi hoga to is liye mai aap se request karta hu jo sahi tarika hai wahi ko aap apnao to bahtar hoga.

Generally aap Google me search kar sakte ho Google Adsense Code Converter or aap ko is ke official Website par jana hoga or waha par aap jakar Code ko pahle Paste karo or convert par Click kardo jab aap aisa kroge to ye website aap ko pahle wala Code jo tha usko convert kar ke dedegi or aap waha se us code ko copy kar lo or aap pne Blogger ke template me jakar Paste kardo or dekhna ke aap ka Code ek bar me save ho jayega or ye bilkul sahi tarika hai or aap ko aisa hi karna chahye agar aap ko ye website google me khojne me problem horahi hai to mai aap ko yaha link de deta hu jisse aap directly us website par ja sakte ho. Google Adsense Code Convertor ke site par jane ke liye aap yaha Click kare – Click hear.
mai is process ko Screen short ke sath bhi samjha deta hu aapis process ko niche dekh sakte hai.

Pahle aap Google Adsense Code Convertor ke website ko open karle Open karne ke bad aap apna adsense code ko khali box jo dikh raha hai waha par paste karde us ke bad aap ko niche ek button dikh raha hai hoga us me Convert likha hai aap us ko daba de ye process kar lijye niche screenshot diya hai.

How to Fix Google AdSense Code Error on BlogSpot Blog ke problem ko solve kaise kare sikhe hindi me.

Convert par click karte hi aap ko website ek naya code generate kar ke dedegi aap us ko copy karle or apne blogger ke website par jakar jaha bhi aap chaho waha paste kardo ye asani se save jo jayega ek bar aap ye kar ke dekhlo niche screenshot diya hai aap dekh sakte ho.

How to Fix Google AdSense Code Error on BlogSpot Blog ke problem ko solve kaise kare sikhe hindi me.

Dosto mai asa karta hu ke aap samajh gaye honge ki aap kis trah adsense ke code ko convert karke apne website ya blog ke laga sakte ho ye bahut hi asan hai.
To dosto haina lajawab jabardast to aap ka kiya ray hai is post ke bare me mujhe jarur bataye mai aap ke sare sawalo ka jawab dunga to dosto aaj ke is Artical me bas itna hi milte hai apne next post par tab tak apna khayal rakhe khus rahe or isi trah ke jankari ke liye aap hamare blog me roz visit kare or aap ko yaha par har roj kuch naya sikhne ko milta rahega Jai Hind Jai Bhart

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here