Hello dosto aap log kaise ho mai asa karta hu ke aap log achche honge to chalye chalte hai apne topic par aaj ka hamara topic hai SEO PURPOSES SE SITE LAUNCH SE PAHLE ASP DOMAIN KO KAISE PARK KARENGE? Dosto kiya aap ko pata hai apne site ke Better SEI ke liye apne site Launch karne se pahle Domain ko park kar ke rakh na chahiye to dosto aaj ke hama topic ka focus hai ki Domain Parking kiya hai? Or Domain Parking kiyu karna chahiye? Or ham apne liye domain parking kaise kar sakte hai to chalye sikh lete hai.
How To Park Domain before Site Launch for better SEO ? Full Guid Hindi me |
Jab bhi ham kisi blog ya fir website Launch karne ka plan karte hai to sabse pahle hame kiya karna chahiye ya Gernelly ham kiya karte hai ye sab mai niche batane wala hu.
- Domain Name Registration karte hai.
- Domain Name ke liye Hosting Purchase karte hai.
- Apne website ke liye kon sa Platform use kare for example ( WordPress,Blogger,hoon la,PHP,etc….) Select karte hai.
- Agar aap ek Blogging karna chahte ho Blogging ke liye Most Popular or bahut hi asan WordPress hai.
- Apne domain name ko Hosting ke sath Connect karna or use WordPress me install karna.
How To Park Domain before Site Launch for better SEO?
Gernelly Domain Name Register karne ke baad hamlogo bahut kam hota hai. lekin hamara AIM sirf or sirf apne site ko launch karne par hota hai hamara site jaise launch hota hai or ham sochne lagte hai ki hamara site google Search Engine ke page ne Top Rank me rahe yani jab bhi hamare site ke midi bhi post je topic se related kuch bhi Google me search kare to hamara post google ne Top Rank me show kare. Ye sab karne ke liye hamlog bahut sari internet par SEO ki topic ko search karte hai or bahut sari guide bhi par lete hai or yaha tak ke aap SEO Consultant ki bhi madat lete hai or unke bataye huwe Tips or Truck ko bhi ham use karte hai or ape blog par Apply karte hai lekin ham log ye website Launch hone ke bad karte hai.
Agar aap chahte hai apne blog par better SEO to important hai Before Proper Site Launch Park Your Domain.
Dosto ab sawal ye hai ki dina koi content yani ke bina koi post kiye apne blog ya website ko aap Optimization kaise karenge? Kiya ye posible hai?
Kiya aap jante hai ki Domain Parking kiya hai?
Domain Parking – isme do type ke words ko mila kar ye bana hai pahla Domain or dusra Parking. Aap log to individual domain or Parking dono words ko bahut hi behtar trike se jante honge. For Example aap Vehicle park agar karte ho to Ye ek jaisa hi kam hai yaha Domain Parking karna.
Domain parking ka matlab hai ek aisa domain se hai jo kisi website ya fir Email se associate nahi. Kiya aap ne apne liye koi Future project ke liye Domain Name Register kiya hai. Cybersquatting se bachne ke liye bhi ham log apne liye domain park karke rakhte hai
Dost kiya aap jante ho ki Domain Name Register karne ke bad Or Site Launch se pahle use park kiyu kare.
- Domain Parking se aap ko pata chalta hai ki Aap ka Domain Reserve hai.
- Isse aap paise bhi kama sakte ho.
- Aap Domain Parking ka Business bhi kar sakte hai.
- Isse aap apne liye ek bahut bara Amount bhi bana sakte ho Domain Sale kar ke
Aap Domain Park kaise karenge?
Domain Parking ki suwidha bahut sare website aap ko offer karti hai. Ya aap jis bhi website se Domain Purchase kiya hai. Agar wo website aap ye facility deti hai to aap us website ka ka service ko bhi use kar sakte ho.
Ya nahi to aap google par bhi Is ko Search karoge to aap logo ko bahut sari results show ho jayegi jis par aap ye Domain Park ke service ko use kar sakte ho.
Agar aap ke pass Hosting hai to aap C-panel me apne Domain ko park kar sakte ho.
How To Park Domain before Site Launch for better SEO?
Aab mai asp se kuch in important bate share kar raha hu aap logo se.
SEO ke liye ye bahut hi jaruri hai ki aap Jab apna domain name Register karle to aap ko SEO par bahut dhayan dena parta hai. Take ane wale time me aap ka website google me rank karega or isse aap ke website par ane wale time me google se aap ke website par Visitors ane lagenge.
Website ko sahi trike se Launch karne se pahle Optimize karne ke kai type hai.
Laki aap site Launch karne se pahle kuch khas Steps ko istemal karke ham apne site ko Better SEO de sakte hai is ke liye hame ek chij karna hota hai jiska nam hai MATT CUTTS (Google ke web spam Team ke Head) ne ek Video bhi telecast kiya tha.
How To Park Domain before Site Launch for better SEO?
Google parked Domain ko Crawl karne ke liye Parked Domain Detector ko istemal karta hai. Lekin agar ek khali yani Empty website ya blog jo bhi ho usko google bot ke liye samajhna bahut hi muskil hai. To hame is condition me koi or method ko use karke Domain Park karna hoga.
Ab ham Sikhenge Better SEO ke liye Domain Park kaise kare?
- Jab bhi aap ape liye Domain Purchase kare to sath me hosting bhi purchase kare.
- Apne domain ko Hosting se jor de
- Apne domain par WordPress ko install kare.
- Apne website par Best SEO Plugin Install karle or sabhi SEO Plugin ka setting achche tarike se karle.
- Apne Site ka name,Site Description or apne site ka keyword ko sahi se use kare.
- Apne website me About us, Contact Us or Privacy policy page ko jarur lagale or ye sab page add karne se Google Search Engine Is ko Bahut jaldi samajh jata hai ya ni ke aap ko website ko samajh leta hai.
- Apne website ke liye Sitemap jarur create kare or ise sare search engine me submit kare for example ( Google,Yahoo and Bing ) aap agar aisa karte hai to aap ka Domain Google webmaster tool me index ho jata hai.
- Ab aap ko apne website me Social media page ( Facebook page Google plus, LinkedIn, Twitter, youtube) or Profile create kare or Social media Address ko website se jor de.
- Apne website par Work on on site SEO kare.
- Apne website par Work on Create Good Back linkd ko generate kare.
- Apne website ke Back links ke liye aap dusre ke website par comment kar ke bhi back links pa sakte ho.
Ab ham bat karenge Site ko Launch karne ke sahi tarike se SEO ke liye kiya kare?
Jab aap apne website ko sahi tarike se Launching karoge tab ap ko sab se baro problem ka samna karna parta hai. Jo ko Indexing or Crawling ka hai. Ham jaisa sochte hai google hamre site or post ko index nahi karta hai. Google ka Indexing speed slow hota hai.
Iske liye ham manual Indexing option ko select karte hai aisa karne se hame ye profit hota hai ki hamne jo bhi post ko index kiya hai wo khijh hi mint me index ho jata hai
Or agar aap chahte hai apne website ke liye back link to hame is post par comment kare or free me back links generate kare apne website ke liye.
How To Park Domain before Site Launch for better SEO?
To dosto mai asa karta hu ke aap ko hamara ye post pasand aya hoga or hamara ek sawal hai aap sabhi ke liye aap apne domain name Register karne ke vad kiya karte hai mujhe jarur bataye comment kar ke thank for visiting this blog jai hind hai barat.