Home Download How To Record Computer and Laptop Screen For Free

How To Record Computer and Laptop Screen For Free

1819
0

Hello Dosto aap log kaise hain main Umeed karta hoon kya aap log bahut hi accha honge Dosto Aaj Kya is article mai mai aap ko bataunga ki aap free mein Kis Tarah Se Apne computer ki screen ko record kar sakte hai ek aisa software ke baare mein bataunga jise main abhi istemal kar raha hoon aur main or mai chahraha raha tha ki main application ko aap logo ko bhi dedu take aap log is application ko use kare or apne computer ke screen ko record kar sake to jalye jan lete hai ki ye application kaun sa hai or ise ham ap ne computer me kaise install kar sakte hai

How To Record Computer and Laptop Screen For Free Computer screen record kaise kare in hindi
How To Record Computer and Laptop Screen For Free  Computer screen record kaise kare in hindi
Computer screen recorder ye application or software Hai Isko generally adhik matre Mein YouTube log istemal Karte Hain isliye main article ko Likh Raha Hoon main aap ko bataunga ke aap Kis Tarah Se software is ka use kar sakte hain aur Kis Tarah Se Install kar sakte hain screenshot ki madad se Tu Chaliye Dosto thoda sa Jaan lete hain uski kya khasiyat hai isme kya kya Hum Log kar sakte hain aur yeh Kis Tarah ka application Hai Uske baare mein Yahan Par bahut important Baat Hum Karne Wale Hain

Jaisa ki hum log Jante Hai Dosto ki abhi ke Zamane Mein computer laptop Ka Zamana Hai Aur Sare log Apne deta surakchhit karna chahte hain Chahe wo Kisi bhi Bank Ka Bhat hum kare ya aap Kisi personal project ke upar kar rahe ho kaam kya aap 1 youtuber hai aur Computer screen recorder use Kar ke tutorial banate hain Toh Yeh Sab Ke Liye Hum Log is software ka use karte hain ok hum log acche se kar sake Computer screen recorder ho woh full HD mein ho isliye Hum Log is application ka use karte hain tak hai agar kuch Galti Ho Jaaye toh hum us recording ko dekh kar ke baad mein Sudhar sakte hain aur adhik tar logo ko yaad nahi rehta hai ki Uno Ne Kis Tarah ka activity Kiya Apne computer ya laptop ke upar Screen Recorder ko on kar lete hain toh aap jo bhi activity karte hain usse aapka computer Sara ka sara video ke Taur par record Karta chala jata hai baad mein aap use Dekh Kar Ke Bhi Apna project bana sakte to bas log isi maksad se Computer screen recorder use Karte Hain
Tu Dosto Is software ko sabse Pehle Aap Ko download karna hoga toh Chali Hai Yahin Pe Neeche Mein Diya Gaya Hai download Button usko Daba kar fatafat is application Ko download Karle
Technology Tips israil
Technology Tips israil

Dosto download kar lene ke baad aapko yahan pe install karna hai aur install karne ke baad aapko kuch setting karna hai toh main Yahan Par screenshot nahi dene Wala Hoon directly Aankhon Mein Ek video daal Dunga Jise aap dekh kar ke aap apne computer me is application ko software ko aasani Se download karke Install kar sakte hain Toh Bas Dosto Is article mein itna hi Diya Gaya video ko Jarur Dekhe aapko kafi madat Milne wala hai



How To Record Computer and Laptop Screen For Free  Computer screen record kaise kare in hindi

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here