Home Android trick How to Remove Logos from Videos on android mobile sikhe hindi me.

How to Remove Logos from Videos on android mobile sikhe hindi me.

1554
3

Remove Logos from Videos on android mobile – Hello dosto aap log kaise ho mai asa karta hu ke aap log thik honge to chalte hai apne topic par aaj ka hamara topic bahut hi khas hai kiyu ke mai aap logo ke request par ye post likh raha hu mere ek viewer ne mujh se pujha tha ke sir kiya aap mujhe bata sakte ho ki Video me koi bhi Watermark ya kisi Company ka logo ho to use mai apne andorid mubail se bina koi paresani ke kaise hata sakta hu to mai apne viewer ke request par ye post likh raha hu to mai ne is Topic kan am diya hai kisi bhi videos se Logo ya Watermark ko Bas Ek Clik me hataye. agar aap bhi kisi video se watermark ko bare hi asani se hata sakte hai mai ap ko bataunga wo bhi android mobile se to chalye suru karte hai.
 

How to Remove Logos from Videos on android mobile sikhe hindi me.
How to Remove Logos from Videos on android mobile sikhe hindi me.

How to Remove Logos from Videos on android mobile sikhe hindi me.

Generally watermark ko ham kiyu hatate hai to mai batata hu mai bhi ek Youtuber hu mai jab suru suru me Video banata tha to mai apne android mobile se hi Video ko edit karta tha or android mobile ka jo Video editing app ko use karta tha wo ek Kinemaster Video editor tha jis ko mai Google play Store se free me Download kiya tha par jab mai video Edit kar ke jab Export karta tha to us Video me KineMaster ka Watermark ajata tha jisse hamara video bekar sa lagta tha to mai Generally ek app or istemal karta tha jis ke bare mai aap logo ko aaj batane wal hu ye bhi application Google Ply Store par free me available hai jis ka nam hai Remove logo From Video ye itna lajawab kam kar ta hai ki puchye mat mai aap ko is ke bare me bata deta hu agar aap ka koi video hai Generally video ke site me hi logo hota hai aap is app ko jab use karoge to dekho ge ki is me ek option ata hai Crop ke tarah dikhega par aap ko Video ko Crop nahi karna hai balke us crop ko aap ko waha use karna hai jaha par aap ke video me logo hai jitna bara logo hoga aap utna hi cope ko dekhana hai hai jai saise maine aap ko niche Screenshot me dekhaya hai.

jab aap Remove Logo Frome Video android App ko open karoge to aap ko Start Or My Video ka Option Dikhega tab ap ko Sab se pahle wala START par clik karna hai or jo video ka aap ko logi remove karna hai aap Select karle niche Screenshot diya hai aap dekhlo aap ko jade madat milegi.
How to Remove Logos from Videos on android mobile sikhe hindi me.

 

ये भी पड़े – Copyrighted material kiya hai

jab aap video Select kar loge to aap ke samne ek crop ka i-cone dekhega tab aap ko us i-cone ko apne video me jaha par aap ke video me logo hai waha par aap ko apne logo ke size ke hisab se sate kar dena hai or aap ko niche ek button dikhega jisme aap ko likha hoga remove logo us par aap ko click kar dena hai bas aap ka logo removing ka process start ho jayega or thori derme aap ke vedo se completelogo remove hojayega niche screenshot diya hai aap dekh sakte ho.

How to Remove Logos from Videos on android mobile sikhe hindi me.
 Mai ummid karta hu ke aap samajh jaye honge aap is android app ko kaise use kar sakoge ab bat rahi ke aap is aap ko kaha se download karoge to mai aap ko bata deta hu ke ye app Google ply store par free me uplabdh hai agar aap niche diye gaye Download button par Clik karoge to yaha se bhi aap directly Google ply stor par hi chale jaoge to ab der kis bat ki hai niche diye button par click karke jaldi se download karlo
Download Button created By Technology Tips Israil

to dosto mai asa karta hu ke aap ko hamara artical Pasan aaraha hoga or agar aap ke liye Helpful ho to please mujhe Comment Box par Comment kar kake jarur bataye thanks for visit this Blog Jai Hind Jai Bharat.

3 COMMENTS

  1. Bhai jab se maine domain add kiya hai tab se meri site Google me nahi aa rahi hai

    Pehle me apni website ka title likhta tha to apni site aa jati thi

    Domain add karne ke baad me .com add karu tab aati hai

    Or seojuiser par check karta hu to 48% seo dikha raha hai jo pehle 79% tha

    Mene Google bing yandex me submit kardiya hai or Google me sari post submit bhi ho gay hai or indexed bhi

    Sirji bada pareshan ho gaya hu ak baar check karke bataye or kuchh tips dijiye

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here