Home SEO Meta Tag Description Kya Hai ? Meta Tag Kaise Use Karte Hai

Meta Tag Description Kya Hai ? Meta Tag Kaise Use Karte Hai

3089
10
Hello dosto aap log kaise ho aj ke is post me mai aap ko batunga ki aap apne blogger se bane blog ke liye meta tags Discripsion kaise banaoge or kaha se banaoge or aap ko apne blog ya website ke liye Meta teg Discripsion kiyu bana na chahiye or us ko kaise apne blog me lagaye to sikhne ke liye aap hamare sath bane rahe to chalye suru karte hai.
Meta tag description kya hai or is ko blogger me kaise add kare SEO ke liye
Meta tag description kya hai or is ko blogger me kaise add kare SEO ke liye
Dosto hame apne blog ya website ke liye jo most important hai wo hai traffic agar aap ke blog par traffic nahi hai to aap ko man nahi lagega kam karne me or agar aap ke blog ko adsense Approval mil gaya hai to aap ki Earning bhi nahi hogi kahne ka matlab hai ki aap ka blog google search engine me rank nahi kar raha hai jab aap ka blog google search engine me rank hi nahi kar raha Hai to aap ke Blog par trafic kaha se aayegi yo mai aapko bata du google search engine aap ke language ko nahi samajhta hai is liye aap ki site ko wo Rank nahi kar pata hai. To dosto mai apne topic par ata hu hamara topic hai apne Blog ke liye meta tag Discripsion kiyu banaye to mai saf suthre language me khadi ke meta tags Discripsion hame bana bahut hi jaruri hai kiyu ki meta tags Discripsion ke wajah se hi hamara site ko google pahchan pata hai or hamare site ko google search engine me rank karwata hai to dosto aap log samajh gaye honge ki meta teg Discripsion ka use hame apne site par kiyu karna chahte hai.

Meta Tag Description kya hai or is ko Blogger me kaise add kare SEO ke liye

Ab bat rahi ke ham apne blogger me bane blog ke liye Meta teg Discripsion ko kaise generate kare to aap ko paresan hone ki jarurat nahi hai mai aap ko bataunga ki aap kis trah ye kar sakte aap jab google par search karoge blogger Meta teg Discripsion to aap ko bahut sari result dekhne ko mil jayegi jis ka dawa hota hai ki mai aap ke blog ke liye best Meta tags Discripsion ko generate karunga par aisa nahi aap ko apne site ke liye best quality ki meta tags Discripsion generate karna chahiye tab hi aap ke site ko google achche trah se aap ke site ko rank kar paye to dosto aisa hi ek site hai jiske bare me mai aap sabhi ko batane wala hu jis se aap quality tag Discripsion ko generate kar sakte ho. To der kis bat ki Abhi us site par jane ke liye yaha click kare Click hear.

Jab Aap is site par chale jaoge to Aap ko scroll down kar ke niche Apna hai haha par Aap ko dikhega jaha par likha hoga meta tag Discripsion Tool or niche aap ko dikhega Discripsion, keywords etc.. Sara Details fill karne ke bad Aap create metateg par click karna hai jab Aap create meta tag par click karke to Aap me samne Ek pop-up dikhega his me Aap ko ok par click karna hai us ke bad Aap me samne Aap ka meta teg Discripsion generate ho jayega Mai Ne Aap ko niche screenshots diya hai Aap dekh sakte ho.
Meta tag description kya hai or is ko blogger me kaise add kare SEO ke liye
Meta tag description kya hai or is ko blogger me kaise add kare SEO ke liye

Aap ko sab se pahle apne meta tag Discripsion ko copy karna hai or apne blogger ke blog me JA kar us ke template ke setting me jana hoga or Aap apne template ko edit karna hai edit HTML Par click kar ke.

Important Article एक बार जरुर पड़े

  1. Google Adsense Ke Bina Blog Se Paise Kamane Ke 5 Tarike
  2. Shared Web Hosting क्या है?
  3. Dofollow Instant Approval Blog Commenting Sites list – 2019
  4. + SEO Friendly
  5. How to Add Live Chat to a WordPress Website In Hindi
  6. PopAds Kya Hai PopAds Se Paise Kmaye
Jab Aap apne template ko edit karoge to Aap ko sab se upar 4 number par hi Head tag dikhega or Aap usor age enter cabana hai or apne meta tag Discripsion ko paste kar dena hai or Aap ko Apna template ko save kar dena hai. Or ab Aap ke blog me meta tag Discripsion successfully save ho gaya hai.Maine aap ko screenshot niche provide kiya hai aap dekh sakte ho wo kaisa hai.
Meta tag description kya hai or is ko blogger me kaise add kare SEO ke liye Full Guide Hindi Me
Meta tag description kya hai or is ko blogger me kaise add kare SEO ke liye Full Guide Hindi Me
To dosto aap aaj ke is posy me Hamne sikh liya meta tag Discripsion kiya hai or apne blog ke liye meta tag Discripsion ko generate kaise karenge or Use apne blog ke template me kaise or kaha par save karenge.
To dosto aap ke is post me bas itna hi milte hai apne next video tab tak apna khayal rakhe khus rahe or aap sabhi se nivedan hai ki agar aap ko hamara post pasand araha hai or aap ko help mil rahi hai to please Comment box me comment jarur kare or mujhe baye ke aap ko hamara post kaisa lag raha hai or isse aap ko koi help mil rahi hai ya nahi Jai Hind Jai Bharat.

10 COMMENTS

  1. mere blog me yeh aa rha h jb me meta tags dalta hu to
    Error parsing XML, line 7, column 1: Attribute name "cont" associated with an element type "meta" must be followed by the ' = ' character. Hide notification
    kya kru me isko solve krne ke liye
    sirji

  2. I am also from bihar patna district, good job sir ji aap bilkul desi andaaz me sikhate ho mai apna link niche de raha hu ,ek baar mere website ko dekh kar apne channel ya blog par promote kar dijiye,please i am also your subscriber,please solve the subscriber problem. thanks [www.digitaltricks.in]

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here