Home Blogging. Meta Tags kiya hai or Ham Meta Tags Description ka Use Apne...

Meta Tags kiya hai or Ham Meta Tags Description ka Use Apne Blog me kiyu karte hai

5089
9
Hello dosto aap log kaise ho mai asaha karta hu ke aap log achche honge to chalet hai apne topic par aaj ka hamara topc hai Meta Tag kiya hai mai aap ko is ke bare full guide karne wala hu wo bhi apne bhasa hindi to agar aap bhi sikhna chahte hai to hamare sath bane rahe to chalye suru karte hai
Meta Tags kiya hai or Ham Meta Tags Description ka Use Apne Blog me kiyu karte hai – Full Guide Hindi main
Meta Tags kiya hai or Ham Meta Tags Description ka Use Apne Blog me kiyu karte hai – Full Guide Hindi main
Meta Tags kiya hai or Ham Meta Tags Description ka Use Apne Blog me kiyu karte hai – Full Guide Hindi main 
Meta Tags kiya hai – dosto mai aap ko bata du ke meta tegs HTML Coding ko kahte hai ye HTML par bahut tarah ke tags hote hai jis ke bare me aap ko pata bhi nahi hoga agar hoga bhi to kuch ke bare me hi hoga to mai aap ko batadu ke kuch HTML mrta tags Search Engines ko istemal karte hai or kuch search engines ko istemal nahi karte hai hamara kahne ka mat ye nahi hai ab jo mai aap ko batane wala hu ye bahut hi inportent hai agar aap ek blogger hai ya blogging karne ke bare me soch rahe hai to mai aap ko meta tags ke bare me bata raha hu wo hai Meta tags description ye bahut hi important hai agar aap apne blog me meta tags description ka use karte hai to ye bahut achcha hota hai aap ke website ko rank karwane ke liye.

Also Visit: BloggingRaftar.com

Meta Tags kiya hai or Ham Meta Tags Description ka Use Apne Blog me kiyu karte hai – Full Guide Hindi main
Meta Tags description ka kam – Meta Tags description apne aap apne page ko Describe kar sakta hai or ye google kisi other search engines ko pata chaljata hai ki ye website kis se related hai or yaha par kiya kam hota hai or google search engines apke website ya blog jo kuch bhi hai aap ke pas us ko search results me show karta hai jis ke karan aap ka blog me jade se jade visitor pahuch pate hai or ek mai aap ko chuchh screen shot dedeta hu jis se aap ko pata chal jayega ki meta tags Description kiya hota hai.
Meta Tags kiya hai or Ham Meta Tags Description ka Use Apne Blog me kiyu karte hai – Full Guide Hindi main
Meta Tags language Type – meta tags hindi ya English blog ke liye alag alag nahi hota hai dono meta tag eek saman hi hota hai. Jis ka istemal hindi me kar sakte hai par hindi ko aap English me likhe to bahtar hoga
Meta tags description – Meta tags description ko aap apne blog ya website ke har page, post par jarur lagaye aisa karne se aap ko ye profit hoga jab google par koi Visitor kisi topic par search karega to agar aap ke topic se mach karta hoga or aapne agar Meta tags description dala hoga to google aap ke bhi pst ko unke samne lakar sakh dekhi jisse aap ke blog par visitor baregi or aap ke liye bahut hi achccha hoga
<meta name=”description” content=”TechnologyTipsIsrail – Internet ki puri jankari hindi me “>
To dosto aap samach hi gaye honge ki Meta tags kiya hai or ham Meta tags description ko use kis liye karte hai.
To dosto aap ke is post me bas itna hi milte hai apne next video tab tak apna khayal rakhe khus rahe or aap sabhi se nivedan hai ki agar aap ko hamara post pasand araha hai or aap ko help mil rahi hai to please Comment box me comment jarur kare or mujhe baye ke aap ko hamara post kaisa lag raha hai or isse aap ko koi help mil rahi hai ya nahi Jai Hind Jai Bharat.

9 COMMENTS

  1. Hi Israel bhi
    Main apka regular blog padhta Hun aap se sikh Kar Maine blogg suru kiya Hai Jo Lyrical site Hai
    Kya aapse mujhe back link mil sakta hai

  2. Great information about meta tags. Hindi ya Urdu me koi information mile to dil khush ho jata hai thanks Israel Sir.

  3. धन्यवाद आपका कंटेंट मेरे लिए हेल्पफुल रहा।

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here