Home make money online Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me

Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me

1375
1

Hello Dosto aap log kaise ho mai asha karta hu ke aap log achche honge to chalte hai apne topic par aaj ka humara topic bahut hi intresting or dil chasb hone wala hai kiyu hamara topic hi kuc aisa hai aaj ka hamara topic hai ki aap Snapdeal se paise kaise kama sakte hai. Iske bare me mai logo ko bataunga. Dost aap ye soch rahe honge ki Snapdeal to online shopping Company hai use se kaise paise kamaya jata hai. to aisi koi bat nahi aaj ke date me admi chahe to koi bhi Company se paisa kama sakta hai chahe koi bhi ho ok To main batana chahta hu ye aap galat soch rahe hai. agar aapke pass koi blog ya website hai or blog website par acha traffic ati hai to aap Snapdeal Affiliate Program se aap paise kama sakte ho or wo bhi bahut hi aasani se to chalye sikh lete hai ki Snapdeal se paisa kaise kamate hai.
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Snapdeal Affiliate Program se Paise Kaise Kamaye Snapdeal Affiliate program ke jariye aap paise kama sakte hai isme karna kya hota hai. Jo inke affiliate banner hote hai aap unko apne blog par add kar ke. Add so karte hai or jab koi apke blog ko visit karta hai usko product acha lagta hai or  order karta hai apke blog se to  uske jitna % likha hota hai oh aap ko milta hai.Jaise maan lijiye koi 500 ka pursche kiya to aapko usme se 10,ya 20 % aap ko milta hai. har product ka alag-alag price hote hai or uski alag rate hote hai milte hai.Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me

Stape 1. 

Sabse Pahle aap Snapdeal Affiliate Programe ke website par jana hoga agar nahi pata hai to mai aap ko uske official website open karne ke liye yaha par Direct Link Provide kar detahu jis se aap asani se us ke Officeal website par chale jaoge. to yaha par Click kar de or aap ke samne ek naya window open hojayega or aap ko join Now par clik karna hai ok.

 Snepdeal में नया खता कैसे बनाते है.
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Isme aapko apni email id dale or minimum 6 characters ka password likhe or confirm password likh kar Register kar de.
To apke samne ek form aayega jisko apko fill karna hota hai payment ke liye hai.Step .2

Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
1.sab se pahle Apna naam likho first name and last name. Phir Affiliate type me Individual kar de or apna mobile number likhe.
2.Yeha pe apko payment information fill karna hai. – Pay Name, Payment Type. Phir bank Account detail fill kare. agar nahi hai to koi itna issue nahi aap Sign up kar sakte hai. Adress like apna. Aap picture dekh sakte hai jo maine fill kiya hu aap ko usi type se apna adress fill karna hota hai.
3.Phir Affiliate Website Information ko bhare. Yeha par apnne website ka name likh kar Save Kare. To apka account ban chuka or kabhi aap apna information cheng kar sakte hai. Phir ek page open hoga jo jisme aapki Affiliate Id hoga phir uske niche Search For Product Likha hota hai to agar apka blog Maan lijiye mobile se related hai to aap uska add lagaye to jade faida hota hai. Mera bat maniye apki blog Jis topic se related ho usi type ka add lag aye to or acha hota hai.Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me

Step. 3 

Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Isme aapko search for products me apko jo chahiye aap usko search kar sakte hai. Search ka resulst ane ke bad Get Link par click karna hai.or apne blog me lagana hai agar nahi pata hai hai to chaliye hum batate hai kiyu ki maine jo bhi bat suru ki hai mai sab aap ko Stap by Stape aap ko bataunga to chalye bata dete hai ki aap apne blog par iska HTML code kaise lagayenge aap is screenshot ko flow kijye.
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Ab apko ye code Copy karna hai. or aap ko apne blogger ke Deastboard ko open karna hai or Layout par click karna hai uske bad aap Layout Puri tarah se khulne tak aap ko intejar karna ahai. jab puri tarah se open hojayega tab aap ko Add a Gadget par click karna hai. Add A Gadget par jab aap Click kijyega tab aap ke samne ek naya Popup window Open hojayega or aap ko ek Gadget Select karna hai jis ka nam hai  HTML/Java Scrip is ke upar aap ko click karna hai or code ko paste kar ke save kar de bas hogaya itna sa kam karna hai chalye mai Screenshot de kar samjha deta hu take aap ko behtar tarike se samajh ajaye.
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me

Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me

Agar aap chahe to Static Banner size apne hisab se kar sakte hai. Chaliye jante hai kaise karte hai.wo bhi Screenshot ke sath. dekhte rahe
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Online Snapdeal se paise kaise kamaye Janiye Hindi me
Tool & Widget par click kare or oha se jis type ka baner link chahiye select kare.. Ab aap 

niche dekh sakte bahut sari size hai jaha aap blog me laga chaate hai laga sakte. SQUARE, HORIZONTAL VERTICAL Ye sab size hai jiski aapko jarurat hai aap add kar sakte hai. Maine Demo is photos me dekha diye hu aapko samajh aa gayi hogi bahut hi aasan hai karna aap ek bar try kar ke dekho tab khud samajh jaoge jabtak aap apne se nahi karoge to nahi samjhoge

To dosto aaj ke is post me bas itna hi milte hai apne next pos me tab tak apna khayal rakhye agar aap ka koi sawal ho to comment box me comment kare Jai Hind jai Bharat

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here