Home Blogging 2018 India ke Best Hindi Blogs List jo har Reader dhundta hai

India ke Best Hindi Blogs List jo har Reader dhundta hai

1925
11

Hello dosto aap log kaise hai mai ummid karta hu ke aap log achche honge aaj ke is post me ham baat karne wale hai top 10 indian blog ke bare me aap logo ko sayad pata nahi ho isliye mai ye article likh raha hu to chalye suru karte hai.

 India ke Best Hindi Blogs List jo har Reader dhundta hai
 India ke Best Hindi Blogs List jo har Reader dhundta hai

 

Best Hindi Blogs in India (2018)

Is me ham aap ko bahut hi inportent blog ke bare me batayenge jo sirf hindi language me hi apne blog par article ko publish karte hai.

1. HindiMe (Hindi me jankari)

Hindime.net ek purely Technical Blog hai, jiska mission hai India ko ek digital country banana ka har tarah ki kosis ki ja rahi hai is website ke madat se. logo ko technology ki adhik se adhik jankari dena.ye blog ka aim hai new technology ke bareme sab ko jakari dena wo bhi hindi me.

  1. Founder/Owner – Chandan (founder), Prabhanjan (Co), CM Sharma (Co), Sabina (Co)
  2. Started In Year – February 2016
  3. Topics Covered – Latest Tech Information, Blogging, SEO
  4. Income Source – Adsense
  5. Alexa Rank – 13,024 (as on 2nd June 2017)

2. Hindi Me Help (Internet ki puri jankari hindi me)

Hindimehelp.com Blog ke founder hai Rohit Mewda. Ye ek aisa website hai jis me aap ko har tarah ki jankari diya jata hai for example is blog par aap Internet ke bare me adhik jaan sakte hai. Rohit ji ko Blogging karte huwe kafi time ho gaya hai. rohit ji Indiake logo ko hindi me jankari den eke liye hamesa redy rahte hai.
  1. Founder/Owner – Rohit Mewda
  2. Started In Year – September 2014
  3. Topics Covered – Blogging, SEO, Social Media, the Internet, Money Making
  4. Income Source – Adsense
  5. Alexa Rank – 11,418 (as on 2nd June 2017)

3. MyBigGuide (Never Stop Learning)

Mybigguide.com Blog ke Founder Abhimanyu Bharadwaj hai. ye ek aisa blog hai jo technology se related sari jankari hindi me dete hai. is blog ki jankari sabse achchi bat hai. is me Computer ke related bahut se courses hai0 jo ki Students ke iye kafi helpful hai. is ki videos ki series bahut information wali hoti hai.
1.      Founder/Owner – Abhimanyu Bharadwaj
2.      Started In Year – June 2014
3.      Topics Covered – Computer Guides, Tech Information
4.      Income Source – Adsense, Blog Ads
5.      Alexa Rank – 10,156 (as on 2nd June 2017)

4. Vikash Plus (Sikhe Internet ke bare me or wakis kare )

Vikasplus.com ye ek aisiwebsite hai jiska aim hai logo ko Valuable Skill ki jankari dena. Ye logo ko new business ideadete hai. bahut best tarikese se wo kisi bhi chij ke bare me explain karna or batane ka tailent hai unke andar.

1.      Founder/Owner – Nikhil Arora
2.      Started In Year – June 2015
3.      Topics Covered – Blogging, Designing, the Internet
4.      Income Source – Adsense
5.      Alexa Rank – 30,408 (as on 2nd June 2017)

5. Hindi Techy

Hinditechy.com is Blog ke founder hai Amit Saxena, unka is blog ke create karne ke piche ye motive raha hai ki kaise logo ko Technical Knowledge bare hi asani  or easy language me diya jaye. unka Hindi Blogging fild me kafi bhumika hai.
1.      Founder/Owner – Amit Saxena
2.      Started In Year – November 2015
3.      Topics Covered – IT, Computer, the Internet
4.      Income Source – Adsense
5.      Alexa Rank – 18,707 (as on 2nd June 2017)
To dosto hamne aap ko India ke kuch best blog or blogger ke bare me bataya hai to aap ko kaisa laga aap ko agar ye jankari achchi lagi to please comment kar ke jarur bataye mujhe behad khusi hogi.
To dosto aaj ke article me bas itna hi milte hai apne next article me lab tak apna khayal rakhe khus rahe jai hind jai bharat.

 

11 COMMENTS

  1. hi,
    mara name ARVIND GUPTA hai . aap ka post read kar ke muje bahut
    achi jankari mile hai . aap n bahut he accha post share keya hai .
    aap ko thanx …

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here