Site icon TechnologyTipsIsraiL.Com

How to Add Live Chat to a WordPress Website In Hindi

Hello dosto aaj ke is me mai aap batane wala hu kis trah se aap apne website par Live Chat add karoge agar aap log janna chate hai to hamare sath bane rahe.

Live Chat kiya hai?

Dosto live chat wo hota hai jisme aap kisi bhi apne user ko live baat kar sakte ho chahe wo mobile hoya computer. Generally aap ne dekha bahu sate site me live chat ka option hota hai jis ka use kar ke visitor apni problem ka solution karte hai. Lekin mai aap ko is post me ye batane wala hu ki aap ye Live Chat ko aap log apne website me kaise lagange or apne website ki value ko increase karenge. Jab aap ke site me aap ke visitior ayenge tab unko ye live chat ka icone dikhega agar unko kuch samajh nahi ayega to wo aap se live chat kar ke apni problem batayenge or aap unki problem ko solve kar payenge. To chaliye jan late hai ye kaunsa Live Chat hai or isko enable kaise karenge.

Is live chat ka nam Crisp – Customer Messaging For Startups hai aap is website ke help se apne wordpress site par live chant enable kar sakte hai. Or ek bat jab aap log is website par visit karenge to aap ko sab se pahle account banana parega account banana ke liye aap ke pass ek email or password hona chahiye tab hi aap yaha par account bana payenge. Agar aap log is website par visit karna chahte hai yaha click kare Click Hear.

Agar aap log Crisp – Customer Messaging For Startups live chat apne wordpress ke site par lagana chate hai to niche diye gaye video ko dekh sakte hai is video me maine bahut easy process bataya ki aap log ise kaise add karenge

To dosto ye post aap logo ko kaisa laga agar aap logo ko ye post achcha laga ho to comment kar ke mujhe jarur bataye. Thanks for visit this blog. जय हिन्द जय भारत

Exit mobile version